Nigahon k Tasadum se ajab takraar
karta hai.
Yaqin kaamil nahe Lekin gumaan
hai Pyar karta hai.
Laraz jati hun Mein ye soch k
kafir na ho jaon.
Dil Us ki pooja pe bara israar
karta hai.
Usay maloom hai shayad mera Dil
hai nishanay par.
Labon se kuch nahi kehta nazar se
waar karta hai.
Mein Us se pochti hun khuwab
mein,
Mujh se Mohabbat hai...?
Phir aankhain khol deti hun wo jab izhaar krta hai...!
Post a Comment